Sunday, August 29, 2021

अच्छे विचार शायरी

जो व्यक्ति नियत का अच्छा है ! 
तो उसका नसीब कभी बुरा नहीं हो सकता ।
Jo vyakti niyat ka acha hai,
To uska naseeb kabhi bura nahin ho sakta..


जो व्यक्ति मौत को हमेशा याद रखता है।
वह सदा अच्छे कार्य में लगा रहता है ॥
Jo vyakti maut ko hamesha yad Rakhata hai,
Vah sada acche karya mein laga rahata hai..


जो व्यक्ति सत्य के साथ अड़ा हैं।
उसके साथ परमात्मा खड़ा है ॥
Jo vyakti Satya ke sath Ada hai,
uske sath parmatma khada hai..


जो व्यक्ति अपनी सोच नहीं बदल सकता ।
वह वास्तव में कुछ नहीं कर सकता ॥
Jo vyakti apni soch nahin badal sakta,
vah vastav mein kuch nahin kar sakta..


जो व्यक्ति अपने धर्म के खिलाफ है ।
वह उदाहरण है दोगले लोगों का ॥
Jo vyakti apne dharm ke khilaf hai,
 vah udharan hai Dogale logon ka..


जो व्यक्ति अपनी 
गलतियों के लिए खुद से लड़ता है,
उसे कोई नहीं हरा सकता ।
Jo vyakti apni 
Galtiyo ke liye khud se ladta hai,
use Koi nahin Hara sakta..


जो व्यक्ति औरों के सामने 
अपने गुणों का बखान करता रहता है,
वह अक्सर सबसे कम गुणी होता है ।
Jo vyakti auron ke samne  
Apne Hi guno ka bakhan karta Rahta hai,
Vah akshar sabse kam Guni hota hai..



जो व्यक्ति अपने कर्म को नहीं पहचानता है,
आंखें होते हुए भी अंधे मनुष्य के समान है ।
Jo vyakti apne karm ko nahin 
pahchanta hai ! vah aakar hote hue bhi andhe manushya ke saman hai..



जो भी आपको गुस्सा दिलाने में सफल रहता है,
समझ लीजिए: आप उसके हाथ की कठपुतली हो ।
Jo vyakti aapko gussa Dilane 
me safal rahata hai, 
samajh lijiye aap uske hath ke katputli ho..



जो व्यक्ति आपको नीचा दिखाना चाहता है,
तो इसका मतलब हैं आप उससे ऊपर हो ।
Jo vyakti Aapko nicha dikhana chahta hai,
to iska matlab Hai Aap usse upar Ho..

अच्छे विचार शायरी

जो व्यक्ति नियत का अच्छा है !  तो उसका नसीब कभी बुरा नहीं हो सकता । Jo vyakti niyat ka acha hai, To uska naseeb kabhi bura nahin...